Main Agar Kahoon [ Slowed+Reverb ] Om Shanti Om Use headphone 🎧 for better experience Song : Credits✨ Movie : Om Shanti Om Song : Main Agar Kahoon Singers : Sonu Nigam & Shreya Ghoshal Music : Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani Lyrics : Javad Akhtar Label : T-Series #mainagarkahoon #omshantiom #sonunigam #shreyaghoshal #tseries #slowedandreverb #slowedreverb #lofi #lofimusic #song #romantic #romanticlofi #romanticlovesongs #romanticsong #romanticlofisongs #lovelofi #slowed #reverb #bollywoodlofi #lovesong Subscribe this channel https://youtube.com/@nitinlofisongs DISCLAIMER: This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional Purpose. We Do not Wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved. The original copyright(s) id (are) Solely owned by the Companies/ Original- Artist(s)/Record-label(s). All the contents are intended to Showcase the creativity of the artist involved and is strictly done for promotional purpose. *DISCLAIMER: As per the 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use Lyrics : Tumko paya hai to jaise khoya hoon Kehna chaahun bhi to tumse kya kahun Tumko paya hai to jaise khoya hoon Kehna chaahun bhi to tumse kya kahoon Kisi zabaan mein bhi woh lafz hi nahin Ke jinmein tum ho kya tumhein bata sakoon Main agar kahoon tumsa haseen Qaynaat mein nahi hai kahin Tareef yeh bhi to sach hai kuchh bhi nahin Tumko paya hai to jaise khoya hoon Shokhiyon mein doobi yeh adaayein Chehre se jhalki huyi hain Zulf ki ghani-ghani ghataayein Shaan se dhalki huyi hain Lehrata aabchal hai jaise baadal Baahon mein bhari hai jaise chandni Roop ki chandni Main agar kahoon yeh dilkashi Hai nahin kaheen, na hogi kabhi Tareef yeh bhi to sach hai kuchh bhi nahin Tumko paya hai to jaise khoya hoon Tum huye meharbaan To hai yeh dastaan Aa.. tum huye meharbaan To hai yeh dastaan Ab tumhara mera ek hai karwan Tum jahaan main wahaan Main agar kahoon humsafar meri Apsara ho tum ya koi pari Tareef yeh bhi to sach hai kuchh bhi nahin Tumko paya hai to jaise khoya hoon Kehna chaahun bhi to tumse kya kahoon Kisi zabaan mein bhi woh lafz hi nahin Ke jinmein tum ho kya tumhein bata sakoon Main agar kahoon tumsa haseen Qaynaat mein nahi hai kahin Tareef yeh bhi to sach hai kuchh bhi nahin